Sadaqat Naaz Karti Hai Lyrics | Old Manqabat

Sadaqat Naaz Karti Hai | Manqabat 2022 | Imam Jafar Sadiq (AS)


Introduction

Welcome to Naqvi Bros Studio, In 2022, we were graced with the beautiful manqabat, "Sadaqat Naaz Karti Hai," which captures the essence of Imamat and the profound significance of Sadaqat in our lives. This moving piece highlights the nobility and virtues of our Imams, particularly Imam e Jafar e Sadiq (AS), and emphasizes the importance of following their teachings.

Lyrics


Intro:
Imamat Aisi Hoti Hai (x2)


chorus:

Sadaqat Naaz Karti Hai
Imamat Aisi Hoti Hai (x2)


sani: 

Sadaqat Naaz Karti Hai
Imamat Aisi Hoti Hai
Khuda Khud Naaz Farmaye
Shariyat Aisi Hoti Hai


1st Antra:
Imam e Jafar e Sadiq (AS)
Sadaqat Ka Falak Thehre
Laqab Hi Parr Gaya Sadiq
Sadaqat Aisi Hoti Hai


2nd Antra:
Khazana Ilm Ka Ho
Dono Hatho Se Lutaty Hain
Sakhi Kehty Hain Hum Isko
Sakhawat Aisi Hoti Hai


3rd Antra:
Hai Tareekh e Wiladat
Aik Inki aur Muhammad (SAW) Ki
Nabowat Aur Imamat Mein
Muhabat Aisi Hoti Hai


4th Antra:

Zaroori Hai Hawa Jesy
Baqa e Zindgani ko
Hamain Apne Imamoo Ki
Zaroorat Aisi Hoti Hai


Watch the Video

Experience the heartfelt emotions in this manqabat by watching the video: Sadaqat Naaz Karti Hai

Join Us on YouTube

For more beautiful manqabat, nohay, and naats, subscribe to our YouTube channel Naqvi Bros Studio. Your likes, comments, and subscriptions inspire us to create more devotional content!

Keywords

  • Sadaqat Naaz Karti Hai
  • New Manqabat 2022
  • Imam e Jafar e Sadiq (AS)
  • Islamic Devotional Songs
  • Manqabat Lyrics
  • Imamat and Sadaqat
  • Naqvi Bros Studio

Conclusion

Immerse yourself in the beauty of Sadaqat Naaz Karti Hai, where the essence of Imamat shines through. Let us continue to spread the message of love and devotion through these soulful renditions. Don’t forget to like, comment, and share your thoughts on our videos!


Keywords:
sadaqat naaz karti hai lyrics, nida thi ke sarkar lyrics, shoq o niaz o ijz lyrics, صدائے حق nasar madani ki taqreer, نعت سندھی mukhtar kainat sa data koi nahi lyrics nahi sunta hi nahi mangne wala tera lyrics niyate shauq lyrics surah qadr ka ye nara hai lyrics

Post a Comment

0 Comments